diya jain: RANG rango me hai kya aisa jo lubhate hai hame aakhir koon janta hai ki ye batate hai kya hame hamesa sath judkar naye naye rang banate hai akhir kis swarth se ye ek dusare ko apnate hai sawam ke astitva ko mitakar naye rang dikhate hai har ek rang se kuchh naya sandesh hi darsate hai rukna batate jana batate khatra kabhi pyar bhi jatate hai himmat har ke baithe huye ko aatmaviswas jagate hai bina kahe kuhh bhi ye shanti ka sndesh batate hai hai bejubaan par ye kitna kuchh kah jate hai |
||
| ||
|